Milega

उद्भव

Koshish hai bas, socha hai ye Jaisa hoon main, waisa hai ye Sochu ki hoon kaisa main Main batua hoon aur paisa hai ye Chirkut figure sa Biskut pakadta Split tea cutting Main phirta susudta Sikha tu tujhko kismat pe chalna Magic ghadi ke kab cell badalna Tujhe jaanu na main Mujhe jaane hai tu Tujhe jaane na du Pehchaane hai tu Obtuse karne khade cute angle Sangam ke hisse hum Full surrender Nahi maane phir se Dikhla du tujhko wahi Kehta jo tu hoon main Pyas aisi lagi Sochiye ye tumhe chahiye ki nahi Dekho duniya ise dhundhe chaahe kahin Tujhsa na karishma Maine dekha kahin Itraati hai kaafi Par, par main behka nahi Teri aankhon se keh du Baby yeh mera pesha nahi bas Mujhsa na milega kahin Mujhsa na milega kahin Mujhsa na milega kahin par Mujhsa na milega kahin Mujhsa na milega kahin par Haan, haan Main baitha yahin Har ghante paani peena hai Yeh jeevan humko jeena hai Insaan bada kameena hai Par jeevan hai toh jeena hai Mujhsa na milega kahin par Mujhsa na milega kahin Mujhsa na milega kahin par Mujhsa na milega kahin Mujhsa na milega kahin par Mujhsa na milega kahin Mujhsa na milega kahin Mujhsa na milega kahin Tinka chhupa main teri daadhi mein Laundiyan ghumaati mujhe gaadi mein Pleatein du saja main teri saadi mein Sapne dikhata vo bhi bhaade ke Kathina ka dost Uncleon ka josh Botalon mein hosh Birthday partiyon ka host Didion ke honth Shuddhi ki soch Bank ke note Pant v coat Koshish hai bas socha hai ye Jaisa hoon main waisa hai ye Sochu ki hoon kaisa main Main batua hoon aur paisa hai ye Usey jaanu na main Mujhe jaane hai vo Mujhe jaane na de Pehchaane hai vo Drishti samajhta Shraddha ka phal tha Bheja idhar ki hal kar samasya Nahi maanu phir bhi Dikhlata mujhko wahi Kehta jo vo hoon main Aas aisi lagi Sochu ab ye mujhe chaahiye ki nahi Dekhu duniya, isey dhundhe chaahe kahin Tujhsa na karishma Maine dekha kahin Itraati hai kaafi Par, par main behka nahi Teri aankhon se keh du Baby yeh mera pesha nahi bas Mujhsa na milega kahin Mujhsa na milega kahin Mujhsa na milega kahin par Mujhsa na milega kahin Mujhsa na milega kahin par Mujhsa na milega kahin Har ghante paani peena hai Ye jeevan humko jeena hai Mujhsa na milega kahin Mujhsa na milega kahin Insaan bada kameena hai Par jeevan hai toh jeena hai Mujhsa na milega kahin Mujhsa na milega kahin Mehndi hi toh henna hai Duniya mein humko rehna hai Bola na ja sakta jo Sab vo humko kehna hai

Written by: Udbhav AcharyaLyrics © O/B/O DistroKidLyrics Licensed & Provided by LyricFind

Create your own version of your favorite music.

Sing now

Kanto is available on:

google-playapp-storehuawei-store

Related songs