Manmaniyan Remix

Asees Kaur, कृष्णा सोलो

Hmm hmm Haa haa haa aa Tune haan mein haan karwali Rooth ke saari zeed manwali Tune haan mein haan karwali Rooth ke saari zeed manwali Pyaar mein humse kya kya na karwaliya Manmaniyan manmaniyan Haaye teri manmaniyan Manmaniyan manmaniyan Dekhi teri manmaniyan Main lakh chhudana chahu Lekin dil ko laagi Teri aadatein, aadatein Aadatein nayi Pehle hi gam kya kam the Kyun maine hain paali Teri aafatein, aafatein Aafatein nayi Teri ab na ek sunungi Tere sar ki kasmein khaa li Teri ab na ek sunungi Tere sar ki kasmein khaa li Na ko meri haan tune karwa liya Manmaniyan manmaniyan Haye teri manmaniyan Manmaniyan manmaniyan Dekhi teri manmaniyan Tha dil se dil ka sauda Kyun yeh baazi kheli Aur bewajah bepanha pyaar kar liya Har baar sambhala dil ko Lekin ab ki baari Ikrar kar haar kar pyaar kar liya Ik tera dil humko deke Hum se hamari jaan rakhwali Ik tera dil humko deke Hum se hamari jaan rakhwali Apne rang mein humko bhi rangwaliya Manmaniyan manmaniyan Haye teri manmaniyan Manmaniyan manmaniyan Dekhi teri manmaniyan Manmaniyan manmaniyan Haye teri manmaniyan Manmaniyan manmaniyan Dekhi teri manmaniyan

Written by: Lyrics Licensed & Provided by LyricFind

Create your own version of your favorite music.

Sing now

Kanto is available on:

google-playapp-storehuawei-store

Related songs